Page - 569

Tumhari Kidney Fail Ho Gayi Hai

Doctor: Tumhari Kidney Fail Ho Gayi Hai..!
.
Ye Sun kar Pehle To Pappu Bahut Roya
Fir Achanak Kuchh Soch Kar Bola.
Pappu: Kya Doctor Sahab,
Aap Bhi Bahut Mazaak Karte Ho,
.
Meri Kidney Kabhi School Hi Nahi Gayi,
To Fir Fail Kaise Hogi..!?!
Doctor Shocks...Pappu Rocks...!! :P :D

Tum Meri Photo Paas kyun rakhte ho

पत्नी: तुम हमेशा मेरी फोटो अपने पास रखते हो
और ऑफिस भी साथ में ही ले जाते हो क्यों?

पति: जब भी कोई समस्या आती है
चाहे कितनी ही मुश्किल क्यों न हो
मैं तुम्हारी फोटो देख लेता हूँ और समस्या गायब हो जाती है।

पत्नी: देखा, तुमने मैं तुम्हारे लिए कितनी चमत्कारी और भाग्यशाली हूँ।

पति: हाँ बिल्कुल, मैं तुम्हारी फोटो को देखता हूँ
और अपने आप से कहता हूँ कि क्या इससे बड़ी भी कोई समस्या हो सकती है?

India mein Insaan jyada khush kab hota hai

India mein Insaan sab se jyada
khush kab hota hai ?
.
.
.
jab railway fatak band ho rha ho
aur us'se pehle wo apni gadi nikal le ...
Kasam se Olympic race jitne wali feelings hoti hai xD :P

Sab Hote Huye Bhi Tanhai Milti Hai

Sab Ke Hote Huye Bhi #Tanhai Milti Hai
Yaadon Mein Bhi Gam Ki #Parchai Milti Hai

Jitni Bhi #Dua Karte Hai Kisi Ko Pane Ki,,
Utni Hi Jyada Unse #Bewafai Milti Hai..... :(

Zakham Ka Ehsaas Tab Hua

Jab Laga Tha #Teer
Tab Itna Dard Na Hua,
"#GALIB"
.
#Zakham Ka Ehsaas Tab Hua,
Jab "Kamaan" Dekhi Apno Ke Haath Mein....