Page - 568

Mehfil mein jab karega zikar hamara

तुम करोगे याद एक दिन इस #प्यार के ज़माने को
चले जाएँगे जब हम कभी ना वापस आने को

करेगा #महफ़िल मे जब ज़िक्र हमारा कोई
तब आप भी #तन्हाई ढूंढोगे आँसू बहाने को.....

Har ek ko yaad karna aadat hamari

Har ek se achchi baat karna fitrat hai hamari,
Har ek khush rahe ye hasrat hai hamari,
Koi ham ko yaad kare ya na kare,
Har ek ko yaad karna aadat hai hamari.

Tumhare liye Barish Khushi ki baat

खड़ा हूँ इस तरह #ख़ामोश, इस तरह #तन्हा,
कि जैसे #शहर का अंतिम मकान होता है i

तुम्हारे वास्ते #बारिश ख़ुशी की बात सही,
हमारी छत के लिए इम्तहान होता है !!!

Pal Pal Se banta hai ehsaas

Pal Pal Se banta hai ehsaas,
ehsaas Se banta hai Vishvaas,
Vishvaas Se banta hai Rishte,
aur Rishte Se banta hai koi Khaas....

Husband to Wife Call Me

Husband: Call Me Shonu
Wife: Mera Shona Babu.

Husband : arrrrre.,,,Call Me Sweetheart
Wife : my sweetu ... Sweetheart.

Husband: ufffff ...... Call Me Honey..
Wife: Mera hannu darling.

Husband : O pagal Aurat, call kar mujhe,
balance nahi hai
Wife: Oho ... ok ok... Abhi karti hu! :P