Page - 582

Tumne Kab Vaade Nibhaye Hein Apne

Apne Andar Hi Simat Jaun To Theek
Mein Har 1 Rishte Se Kat Jau To Theek
Tumne Bhi Kab Vaade Nibhaye Hein Apne
Mein Bhi Vaado Se Palat Jaun To Theek.....

Hame Kya Mila Baba Ji Ka Thullu

Arz Kiya Hai...
Ham Uske Liye Jee Rahe The,
Ham Uske Liye Mar Rahe The,
Ban Gaye The Uske Pyar Mein Ullu,
Itna Chah Kar Bhi Hame Kya Mila???
.
.
.
.
>
"BABA JI KA THULLU" :D :P

Line Written Outside Kabristaan

A MEANIGFULL LINE ,
WRITTEN OUTSIDE KABRISTAAN...
.
.
hazaron dafan hain yahaan,
Jo sochte the ke
duniya unke bina Nahi chal sakti...

Ghar Wale Kehte Hain Bakwas band kar

हवायें कहती है #दोस्ती कर

फिजायें कहती हैं #मस्ती कर

बहारें कहती हैं #शादी कर
.
पर
.
.
.
घर वाले कहते हैं 'बकवास' बंद कर ... o_O :/ :P

Hamare Pyar ke bare Kisi Ko Mat batana

Ladkiya nahi sudhregi...
Boy: Darling Hamare Pyar Ke Baare Mein
Kisi Ko Kuch Mat batana
.
Girl: Teri Behan Ko To Zarur Bataungi
.
Kamini Kehti Thi Koi
Kutta Hi Hoga Jo Tum Se
Pyar Karega..... :D :P