Page - 580

Dua Jab Dil Se Hoti Hai

Khuda Karta Hai Manzoor Dua,
Dua Jab Dil Se Hoti Hai!

Lekin Mushkil To Ye Hai,
K Ye Bahut Mushkil Se Hoti Hai...

Dogs marriage kyun nahi karte

Sumona: Dogs marriage kyun nahi karte..?
.
Bittoo: Very simple..!
.
.
Kyon ki wo to pehle se hi Kutto ki
Zindagi jee rahe hote hein ..! :P :D

Ladka & Ladki at the bus stop

Ladka & Ladki standing at the bus stop:
ladka to ladki: nice lipistic
ladki : thanks

ladka : nice top & jeans
ladki : thanks

Ladka : nice ear-ring
ladki : thanks

Ladka : nice neckless
Ladki : thank u so much BHAIYA :))

Ladka: kamaal hai fir bhi
bilkul chudel lag rahi ho :P :D

Aayo aaj iss sharab ko khatam karte hain

Sharab body ko khatam karti hai,
Sharab samaj ko khatam karti hai,
Aayo aaj iss sharab ko khatam karte hain,
Ek bottal tum khatam karo ek ham khatam karte hain… !!!

Life mein agar School Days yaad aaye

#Life में कभी भी अगर अपने #SchoolDays की,
.
क्लास की
.
दोस्तों की,
.
कैंटीन की या
.
स्कूल से जुड़ी किसी भी चीज की याद सताए
.
.
तो बस अपनी मार्कशीट देख लो...
बेटा, सारा नशा उतर जाएगा... xD :P