Page - 613

Mohabbat har Insan ko ajmati hai

Mohabbat har Insan ko ajmati hai,
Kisi se rooth jati hai kisi pe muskurati hai,
Mohabbat khel hi aisa hai,
Kisi ka kuch nahi jata aur kisi ki jaan hi chali jati hai…

Teri judai mein roz marta hai koi

Yaad mein teri aahen bharta hai koi,
Har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi..!!

Maut to ek din aani hi hai...
Lekin teri judai mein har roz marta hai koi..!!

Toot Jaye Umeed Par Rishte Barkrar Rahe

Karib itna Raho Ki Rishton Mein Pyar Rahe,

Door Bhi Itna Raho Ki Aane Ka intzaar Rahe,

Rakho Umeed Rishton Ke Darmiyan itni,

Ki Toot Jaye Umeed Par Rishte Barkrar Rahe!!!! (y)

Wo is kadar mujhe yaad kare

काश वो एक नया तरीका
मेरे क़त्ल का इज़ाद करें
.
.
मर जाऊ मैं हिचकियों से
वो इस कदर मुझे याद करें!

Meri Aankhon ki udasi ko mehsoos to kar

मेरी आँखों में छुपी उदासी
को महसूस तो कर
.
मैं सब को हंसा कर
खुद रात भर नही सोता :(

MeRi AaNkHoN Mein Chupi UdAsI
Ko MeHsOos To KaR,
.
Main SaB Ko HaNsA KaR
KhUd RaaT BhAr NaHi SoTa .. :(