Page - 617

Jis Dil Mein Ham Bass Jayein

Khubiyan To Itni Nahi Ham Mein,
Ki Har Dil Mein Bass Jayein,

Par Itna Vishwas Se Keh Sakte Hein,

Ki Bhulana Nahi Aasaan,
Jis Dil Mein Ham Bass Jayein....

Agar main mar jaaun tum kya karoge

पप्पू की गर्लफ्रेंड उससे बोली,
"अगर मैं मर जाऊं तो तुम क्या करोगे?"
.
पप्पू: मैं भी मर जाऊंगा।
गर्लफ्रेंड: पर क्यों, क्या तुम मुझसे
इतना प्यार करते हो?
.
पप्पू: प्यार-व्यार कुछ नहीं,
तेरे चक्कर में उधारी इतनी हो गयी है
कि जीना मुश्किल है... :D :P

Mummy ka pet phoola hua kyun hai

~~~Kamina Bachha~~~~
Boy :"Papa mummy ka pet itna
phoola hua kyun hai..??
Papa : "Kaminey tujhe sab pata hai.. /

Boy : Promise papa mujhe nahi pata...
Aap batao na.

Papa : Paani bhara hua hai
Boy : Oh No !!! Phir to Bhai doob hi gaya hoga.

Na gujarna ‪Eid‬ ke din Masjid‬ ke paas se

Eid ka Chand
Na gujarna ‪#‎Eid‬ ke din kisi ‪#‎Masjid‬ ke paas se,

Kahin log ‪#‎Chand‬ samajh kar ‪#‎Roja‬ na tod de,

Hokar khafa khuda tumse kahin

#Chand jaise chehre banana na chhod de....

Unki Tasveer seene se laga lete hain

Unki Tasveer ko seene se laga lete hain,
iss tarah judai ka gam mitaa lete hain.
Kisi tarah zikar ho jaye unka,
to hass kar bheegi palkein jhuka lete hain...