Kyon Lehrein Sahil Se Takrati Hain
Jane Kya Soch Ke Lehrein
Sahil Se Takrati Hain
Aur Phir Se Laut Jati Hain....
Samajh Nahi Aata Ke Wo
Kinaro Se Bewafai Karti Hain
Ya Phir Laut Ke
Samandar Se Wafa Nibhati Hain....
Jane Kya Soch Ke Lehrein
Sahil Se Takrati Hain
Aur Phir Se Laut Jati Hain....
Samajh Nahi Aata Ke Wo
Kinaro Se Bewafai Karti Hain
Ya Phir Laut Ke
Samandar Se Wafa Nibhati Hain....
FIRE ko AAG kehte hain
COBRA ko NAAG kehte hain
GARDEN ko BAAG kehte hain
Aur "EXAMS" ke samay jo kaam na kare
-
-
-
. . . . . Use DIMAG kahte Hain :D
HAMNE MOHABBAT KARNE KA IRADA BANA LIYA
EK LADKI THI JISE APNA BANA LIYA,
BAS DO CHAR WAQT BAATEIN HI HUYI
AUR UTNE HI WAQT MEIN USNE
DIL TODNE KA IRADA BANA LIYA
क्या बनाने आये थे और क्या बना बैठे
कहीं मंदिर बना बैठे कहीं मस्जिद बना बैठे
हमसे तो जात अच्छी है परिंदों की
कभी मंदिर पर जा बैठे
तो कभी मस्जिद पर जा बैठे...
4 Students Ne Paper Ki Tayari Nahi Ki,
Unho Ne 1 plan Banaya Aur Wo Agle Din Principal Ko Bole:
.
Sir Ham Shadi Mein Gaye The,
Raste Me Gaadi Ka Tyre Puncture Ho Gaya,
Ham Saari Raat Dhakka Lagate Rahe,
Is Liye Padh Nahi Sake,
.
Pricipal Ne Maan Liye Aur Unhe 1 Din Ka Time Diya,
1 Din Baad Unhe 4 Alag Rooms Mein Bithaya,
Aur Sirf 1 Sawal Diya,
.
Q: Kaun sa Tyre Puncture Tha..??
1: Front Right
2: Front Left
3: Back Right
4: Back Left
.
Note:" Agar Sabka Same Jawab
Hua to Sab Pass.. :D :D :P
Students Thoko LIKE (y)