Page - 629

Teri nigah jisko dhoondhti hai

Teri nigah jisko dhoondhti hai
"Dua" hai meri wo tujko "NASEEB" ho
Tum jitna us ko chahte ho
Wo utna tere "KAREEB" ho
usse jab kabhi koi dard ho
Mehsus tujhe bhi "SHADEED" ho
par Tujhe chahta ho jo tujh se zyada
Tu Sirf uska hi "NASEEB" ho......

Dard mein hi dosti ki pehchan hoti hai

सच्ची ‪#‎दोस्ती‬ बेजान होती है
ये तो आँखों से बयाँ होती है
दोस्ती में #दर्द मिले तो क्या
दर्द में ही दोस्ती की पहचान होती है....

Apna Hamsafar Bana Le Mujhe

Apna Hamsafar Bana Le Mujhe

Tera Hi Saya Hu Apna Le Mujhe ♥ <3

Ye Raat Ka Safar Aur Bhi Hasin Ho Jayega

Tu Aa Ja Mere Sapno Me Ya Bula Le Mujhe ♥ <3

Paise agar ped par ugte to Ladkiyon ki setting

100 Crore ki baat kar raha hu
sab dhyan dena...
.
.
.
paise agar ped par ugte... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
To Ladkiyon ki setting bandaro se bhi ho jati... .. :P :D :v
Boys Agree...???

Ham Zindagi Ko Pyar Aapse Jyada Nahi Karte

Zindagi Ko Pyar Ham
Aapse Jyada Nahi Karte...

Kisi Pe Aitbar Aapse Jyada Nahi Karte...
Aap Jee Sake Mere Bin To Achi Baat Hai...

Ham Jee Lenge Aapke Bin
Ye Wada Nahi Karte…!!