Page - 670

To aankhen itni khubsurat na hoti

Aansu na hote to aankhen itni khubsurat na hoti,
dard na hota to khushi ki keemat na hoti,
agar mil jata chahne se koi to
duniya mein RABB ki zarurat na hoti.....

Dil Ibadat Kar Raha Hai

Dil Ibadat Kar Raha Hai
Dhadkane Meri Sun,
Tujhko Main Kar Loon
Hasil Lagi Hai Yahi Dhun.
Zindgi Ki Shakh Se Loon
Kuch Hasin Pal Le Chun
Tujhko Main Kar Loo Hasil
Lagi Hai Yahi Dhun
Dil Ibadat Kar Raha Hai
Dhadkane Meri Sun
Tujhko Main Kar Loon
Hasil Lagi Hai Yahi Dhun

Hamara so jane ka waqt ho gaya

Shama bhujhane ka waqt ho gaya
Geet gugunane ka waqt ho gaya
Aab hamko izazat do mere yaro
Hamara so jane ka waqt ho gaya

Jab Sooraj Dhalne Lagta Hai

Jab Jab Sooraj Dhalne Lagta Hai
Uska Naam Mere Honto Pe Khilne Lagta Hai

Kuch Iss Tarah Se Uski Yaad Aati Hai Ki
Zindgi Ka Har Pal Mehakne Lagta Hai.....

Baadlon ke darmiyaan aisi saajish hui

बादलों के दरमियान कुछ ऐसी साज़िश हुई
मेरा मिटटी का घर था वहां ही बारिश हुई
फ़लक को आदत थी जहाँ बिजलियाँ गिराने की
हमको भी जिद्द थी वहां आशियाना बनाने की!