Subah hone par sitaron ne bhi saath
Kadam kadam pe baharon ne saath chhoda
zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda
vaada kiya sitaron ne saath dene ka
subah hone par sitaron ne bhi saath chhoda
Kadam kadam pe baharon ne saath chhoda
zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda
vaada kiya sitaron ne saath dene ka
subah hone par sitaron ne bhi saath chhoda
Kabar ki mitti utha ke le gya koi
isi bahane hamein choo kar chala gya koi
tanhayi aur andhere mein khush the hum
lekin phir se intzaar karne ki wajah de gya koi..
Zubaan khamosh aankhon me nami hogi
Yahi bas ek dastan-e-zindagi hogi
Bharne ko to har zakham bhar jaayega
kaise bharegi wo jagah jahan Teri kami hogi.
Chahne walo ko yu sataya nahi jata,
Bewafao ko bhi yu bhulaya nahi jata,
Hum to tumhare hi hai, tumhare hi the,
Apno ko yu zindgi mei tadpaya nahi jata.
Hame bhi firse zindagi mein pyar karne ka khayal aaya,
Jab bhi yeh khayal aaya to khud ko akela paya,
Lekin Dhund ne gaye es duniya mei koi humsafar to,
Hum ko vo Dil tutne ka anjaam yaad aaya.