bahut kuch khoya bahut kuch paya,
kasam se is zindgi ne hame bahut hasaya rulaya,
par shikwa nahi is zindgi se koi,
kyuki kabhi isi zindgi ne hame aapse milaya......

Leave a Comment