Pyas Adhoori Hi Reh Jati Hai
Kabhi Dil Ki Kamzori Ban ke Reh Jati Hai,
Kabhi Waqt Ki Majboori Banke Reh Jati Hai,
.
Ye Mohabbat Wo Sharaab Hai Ae dost
ise Jitna Piyo
Pyas Adhoori Hi Reh Jati Hai...
Kabhi Dil Ki Kamzori Ban ke Reh Jati Hai,
Kabhi Waqt Ki Majboori Banke Reh Jati Hai,
.
Ye Mohabbat Wo Sharaab Hai Ae dost
ise Jitna Piyo
Pyas Adhoori Hi Reh Jati Hai...
Apna Dil apni tabahi ka sabab hota hai
Ye jawani ka zamana bhi ajab hota hai
Kaun si baat ne kis shakhs ka Dil tod diya
Bolne wale ko ehsas hi kab hota hai ?
ये इश्क़ का खुमार, कुछ दिन में उतर जाता है
चाँद सा वो चेहरा, बुझा बुझा सा नज़र आता है
घेर लेती हैं रूसबाईयां ज़िंदगी की,
फिर वो प्यार, आफ़त का सामान नज़र आता है
Mehfil kabhi udaas nahi hoti
Pyar ki #Manzil itni paas nahi hoti
...
Ho jaata hai #Zindagi mein aisa bhi
Ki mil jaate hain vo jinki #Talaash nahi hoti
बिना हवाओं के कभी भी पत्ता नहीं हिलता
बिना खाद पानी के कभी फूल नहीं खिलता
गांठ में नोट हों तो प्यार की सोचिये,
आजकल यहां प्यार भी मुफ़्त में नहीं मिलता