Jo tere saath dekhe the mujhe vo khwaab mod de
Jo tujhse puche the mujhe un swaalo ke jawaab mod de
Jo tujhe diye tha mujhe vo fool gulaab mod de aur
Jo tere paas pda hai ek Dil mera us dil ko tu es nawaab ko mod de
हे भगवान इतना झूठ हम कैसे पचा पायेंगे
हम उनकी मांग में सितारे कैसे सजा पायेंगे
झूठ के सहारे प्यार मिला भी तो क्या,
हम आसमां के तारे आंगन में कैसे बिछा पायेंगे
लोग तो राहों में पलकें बिछाने की बात करते हैं
प्यार में पर्वत से छलांग लगाने की बात करते हैं
इतना झूठ हमारे बस की बात नहीं,
लोग तो आसमां से चांद को लाने की बात करते हैं
Bhala karne wale ko sada bhalai milti hai
karmo ka khane wale ko sada karmo ki kamai milti hai
bhool kar bhi kabhi kisi ka dil na dukhana
kyun ki dil dukhane wale ko sada duhai milti hai....
Tujhe paane ki jidd iss liye nahi karte ki tujhe khone ko dil nahi karta
tu milta hai to iss liye nazrein nahi uthate ki phir tujhse nazrein hatane ko dil nahi karta
Dil ki baat iss liye tujhse nahi kehte ki apna dil dukhane ko dil nahi karta
khwabo mein is liye tujhko nahi sajate ki phir neend se jagne ko dil nahi karta
मेरे नसीब में खुशी न हो तो कोई बात नहीं
मेरे लवों पर हंसी न हो तो कोई बात नहीं
मैं तो खुश हूं दोस्तों की हंसी से,
मेरे लिये उनकी खुशी से बड़ी कोई बात नहीं