Faasla Itna Barhane Ki Zarurat Kya Thi,
Tujhe Mujh Se Rooth Kr Janay Ki Zarurat Kya Thi,
Ab Jo Mujh Se Rooth Kar Udaas Rehte Ho,
Apna Haath Mere Haath Se Chhurane Ki Zarurat Kya Thi
Dunia Kab Kisi K Gham Ko Apna Gham Samajhti Hai
Tujhe Apna Gham Dunya Ko Dikhane Ki Zarurat Kya Thi,
Main Aaj Takk Is Baat Ko Nahi Samajh Paya
Jab Sath Tumhare Main Tha
To Tum Ko Zamane Ki Zarurat Kya Thi !!!
Agar jinda rahe to tujhse sare hisaab poore kar lenge
agar jinda rahe to apne sare khawaab poore kar lenge
agar mar gaye to humein kisi baat ka gum nahi
agar mar gaye to akele khawaab dekhne wale hum nahi.
ऊंचाइयाँ छूने की चाहत सभी को ज़रूर होती है
अरमान सजाने की चाहत सभी को ज़रूर होती है
कोई कितनी ही कसम खाये मगर
लोगों को मुफ्त में खाने की चाहत ज़रूर होती है
लोग किसी के अरमानों को, बेरहमी से कुचल देते हैं
पहले सिर पर बिठाते हैं, फिर ज़मीं पर पटक देते हैं
यही तो चाल है दोरंगे लोगों की,
पहले तो मतलब निकालते हैं, फिर हाथ झटक देते हैं