Page - 178

Tumhare liye Barish Khushi ki baat

खड़ा हूँ इस तरह #ख़ामोश, इस तरह #तन्हा,
कि जैसे #शहर का अंतिम मकान होता है i

तुम्हारे वास्ते #बारिश ख़ुशी की बात सही,
हमारी छत के लिए इम्तहान होता है !!!

Pal Pal Se banta hai ehsaas

Pal Pal Se banta hai ehsaas,
ehsaas Se banta hai Vishvaas,
Vishvaas Se banta hai Rishte,
aur Rishte Se banta hai koi Khaas....

Tanhai Aur Gam Mein Aakhir Kyun

Har Waqt Yahi Socha Karta Hoon,
Tanhai Aur Gam Mein Aakhir Kyun Jiya Karta Hoon.
Mujhe Bhi Mila De Ae Khuda Us KhushNaseeb Se,
Jis Khush Naseeb Ka Naam Mein,
Aksar Apni Hatheli Par Likha Karta Hoon...

Ek Baar Keh Do Tum Sirf Mere Ho

Ham Aap Ki Har Cheez Se Pyar Kar Lenge..
Aap Ki Har Baat Par Aitbaar Kar Lenge..
Bas Ek Baar Keh Do Ki Tum Sirf Mere Ho..
Hum Zindagi Bhar Aapka Intzaar Kar Lenge..!

Chand Se Jab Mulaqaat Hoti Hai

#Chand Se Jab Raat Mein Mulaqaat Hoti Hai,
Tab Aap Hi Ke Bare Mein Baat Hoti Hai,

Wo Kehta Hai Uske Paas #Khubsurat #Sitare Hain,
Ham Kehte Hain Us Se Bhi
Khubsurat #Sanam Hamare Hain!!! <3