Page - 176

Abhi Sardi Ka Mausam Nahi Gujra

Aaja Abhi Sardi Ka Mausam Nahi Gujra
Pahado Par Abhi Bhi Baraf Jami Hai
Sab Kuch To Hai Mere Paas
Sirf Ek Teri Kami Hai.... Happy Winter.....

aise ehsas ko kya naam se pukare

न यादों में किसी के खोने की कशिश है,
न ख्वाबों में किसी को देखने की तपिश है,
न जाने ऐसे एहसास को किस नाम से पुकारें,
के भुलाना भी चाहें और याद करने की भी ख्वाहिश है।

Kuch Rishte Anjane Mein Ho Jate Hein

कुछ रिश्ते अंजाने में ही हो जाते है,
पहले दिल फिर जिन्दगी से जुड़ जाते है,
कहते है उस दौर को प्यार...
जिसमें लोग जिन्दगी से भी प्यारे हो जाते है.. ..

Dil Ke Armaan Le Jate Hain

Dil Ke Sare #Armaan Le Jate Hain,
Ham Se #Hamari Pehchan Le Jate hain,

Toot Ke Na Chahna Kisi Ko,
Jaan Kehne Wale Hi Aksar
Jaan Le Jaate Hain... !!!

Zindagi Taqdeer Bhi Aur Tasveer Bhi

#Zindagi Taqdeer Bhi Hai Aur #Tasveer Bhi,
Farq To Sirf #Rango Ka Hai,

Manchahe Rango Se Bane To Tasveer Hai,
Aur Anchahe Rango Se Bane To Taqdir Hai..!!!