Tumne Kab Vaade Nibhaye Hein Apne
Apne Andar Hi Simat Jaun To Theek
Mein Har 1 Rishte Se Kat Jau To Theek
Tumne Bhi Kab Vaade Nibhaye Hein Apne
Mein Bhi Vaado Se Palat Jaun To Theek.....
Apne Andar Hi Simat Jaun To Theek
Mein Har 1 Rishte Se Kat Jau To Theek
Tumne Bhi Kab Vaade Nibhaye Hein Apne
Mein Bhi Vaado Se Palat Jaun To Theek.....
दर्द को ना दिखा,
दर्द से भी दर्द को दर्द होता है,
दर्द को भी जरूरत है प्यार की,
क्योंकि प्यार में दर्द ही तो हमदर्द होता है I
#Zindagi aap ko itne sare tohfe de
ki aap tohfa kharidna bhool jayein,
itni khushiyan de ki gam mein khona bhool jayein,
par itne sare dost na de ki aap hamein bhool jayein...
हमे भुला कर तो देखो
हर ख़ुशी तुमसे रूठ जाएगी
जब भी देखोगे आईने में सूरत अपनी
हमारी ही सूरत नज़र आएगी......
kya khoob lag rhi thi vo us samay (2)
chand ka tukda lag rahi thi vo us samay
fir mere iss dil ne keh hi diya
hum bhi kisi chand ke tukde se kam nhi(2)
agar vo chand ka tukda aaj mere paas hota
to shayad pura ka pura chand mere ghar hota <3