Page - 197

Dekho raat mein sapne pyare

निकल आया चाँद, बिखर गए सितारे
सो गए पंछी छिप गए नज़ारे
खो जाओ आप भी मीठे ख़्वाबों में
देखो रात में सपने प्यारे-प्यारे
शुभ रात्रि Good Night

Har kisi se nazar milaya nahi karte

Har Kisi se Nazar milaya nahi karte,
Youn kisi se dil lagaya nahi karte,
Bahut poochenge log tumse hamari baatein
Yeh dil ki baatein hai, har kisi ko bataya nahi karte.

Mujhe doston ke bina jeena nahi aata

Zindagi sundar hai par mujhe jeena nahi aata.

Har cheez mein NASHA hai par mujhe PEENA nahi aata.

Sab dost mere bina ji sakte hein.

Sirf Mujhe hi doston ke bina jeena nahi aata.....

Aankhon mein intzaar wahi rahega

यादों का ये कारवां हमेशा रहेगा
दूर जाते हुए ही प्यार वही रहेगा
मत कहना मिल नहीं सके आपसे
यकीन रखना आँखों में इंतज़ार वही रहेगा!

To aankhen itni khubsurat na hoti

Aansu na hote to aankhen itni khubsurat na hoti,
dard na hota to khushi ki keemat na hoti,
agar mil jata chahne se koi to
duniya mein RABB ki zarurat na hoti.....