Page - 199

Sapno mein unse mulakaat ho

बढ़िया सी आपकी रात की शुरुआत हो
प्यार भरे सपनो की बरसात हो
जिनकों दिन भर ढूढ़ती रही आपकी पलकें
रब करे सपनों में उन्हीं से मुलाक़ात हो
शुभ रात्रि

Lagta Hai Ham Unpe Marte Hain

Unko Ye Lagta Hai Ham Unpe Marte Hain
Hamko Ye Lagta Hai Ke Wo Ham Pe Marte Hain
Daur Zindagi Ka Guzar Jayega Yoon Hi Ham dam
Na Wo Kuch Poochhte Hain Hamse..
Na Ham Kuchh Keh Paate Hain…

Khushiyon Ka Khazana Aapke Paas Ho

Suprabhaat Ka Ujaala Sada Aapke Sath Ho
Har Din Ka Ik Ik Pal Aap Ke Liye Kuch Khas Ho
Dua Hamesha Nikalti Hai Dil Se Aap Ke Liye
Dher Khushiyon Ka Khazana Aapke Paas Ho…

Yahan sab kuch bikta hai dosto

यहाँ सब कुछ बिकता है, दोस्तों रहना जरा संभल के
बेचने वाले हवा भी बेच देते हैं, गुब्बारों में भर के
सच बिकता है, झूठ बिकता है, बिकती है हर कहानी
तीन लोक में फैला है, फिर भी बिकता है बोतल में पानी...

Ye Sharab Ke Sang Aa Jata Hai

Nash-E-Sharab Mein Shayari
Likhne Ka Alag Sa Maza Aata Hai
Main Nahin Daalta Ras Shayari Mein
Ye To Sharab Ke Sang Aa Jata Hai