Page - 200

Vaada hai ham bhi bhulayenge nahi

बनकर अजनबी मिले थे जिन्दगी के सफर में
इन यादों के लम्हों को मिटायेंगे नही
अगर याद रखना फितरत है आपकी
तो वादा है हम भी आपको कभी भुलायेंगे नही।

Neend mein bhi aap muskuraye

ये रात चांदनी आपके आँगन में आये;
ये तारे सारे लोरी गा कर सुनायें;
हो आपके इतने प्यारे सपने यार;
कि नींद में भी आप मुस्कुराएं।

Aisi Sirf MAA Hoti Hai

Meri Galtiyo Ko Wo Maaf Kar Deti Hai,

Bahut Gusse Me Hoti Hai To B Pyar Deti Hai,

Hotho Pe Uske Hmesha Dua Hoti Hai,

Aisi Sirf aur Sirf "MAA" Hoti Hai....

Yeh raahein ishq ki hain

Yeh raahein ishq ki hain, hoti nahi aasan,
mushkil hota hai, vaadon ko nibhaa pana,
woh shakash bhala mera, kya saath nibhaayega,
mausam ke saath jisne, seekha hai badal jana..

Khuda Kabhi Aisi Judai Naa De

Khuda Hamko Kabhi Aisi Judai Naa De;
Unki Yaadon Se Hamko Rihai Naa De;
Dua Karna Dosto, Mujhe Aisi Jannat Naa Mile;
Jahan Se Mera Yaar Mujhe Dikhai Naa De!