Jaane se pehle kasoor to
Jaane se pehle kasoor to bataya hota,
Itna hi pyar tha to haq jataya hota,
Ham palat kar laut aate,
Agar kabhi dil se wapas bulaya hota… :-*
Jaane se pehle kasoor to bataya hota,
Itna hi pyar tha to haq jataya hota,
Ham palat kar laut aate,
Agar kabhi dil se wapas bulaya hota… :-*
कैसा होता अगर कभी रात न होती;
फिर सपनों में उनसे मुलाकात न होती;
वो वादा करते हमसे मिलने का सपनो में;
न मिलते हम न आँखें चार होती।
वफा के बदले बेवफाई ना दिया करो;
मेरी उम्मीद ठुकरा कर इंकार ना किया करो;
तेरी मोहब्बत में हम सब कुछ खो बैठे;
जान चली जायेगी इम्तिहान ना लिया करो। :(
kabhi kisi se pyar mat karna
agar ho jaye to inkaar mat karna
nibha sake to chalna iss raah parr
varna kisi ki zindagi barbad mat karna
Us se Pyar Hua Jise Ham kabhi Pa Na Sake,
Jiski Baato Ko Ham Kabhi Bhula Na Sake,
Dil Lagaya Aur Lagakar Tod Diya Usne,
Jise Bhulana Chaha Par Ham Bhula Na Sake,
Apni Kasam Dekar Usne Hame Majboor Kar Diya,
Mujhe Khush Rakhne Ke Liye Khud Se Door Kar Diya,
Hamari Chahat Ko Kabhi Usne Samjha Hi Nahi,
Aur Ham The Ki Unke Liye Apno Ko Hi Chhod Diya…