Page - 203

Dosti ki keemat kabhi adaa nahi hoti

Dosti ki keemat kabhi adaa nahi hoti.
Acchi Dosti kabhi juda nahi hoti.
Aap ki ada par mar mite hai warna
yuhi hamari dosti kisi par fida nahi hoti.

Din Aate Hain Din Jate Hain

Din Aate Hain, Din Jate Hain
Kuch Lamhe Aap Ke Bin Guzar Nahi Pate Hain
Inhi Lamho Ko Samet Ke Dekhu To
Aap Jaise Nalayak Dost Bahot Yaad Aate Hain...

Sada khush rakhna Khuda Usko

Sada khush rakhna mere Khuda Usko,
tere farishte bhi de dua Usko,
dena usko zarurat se bhi zyada khushi,
kyunki uski khushi se hai Mohabbat mujhko...!!!

Subah Subah Ek Paigaam Dena Hai

Subah Subah Ek Paigaam Dena Hai
Aapko Subah Ka Pehla Salaam Dena Hai
Gujre Saara Din Aapka Khushiyon Mein
Aapki Subah Ko Khoobsurat Sa Naam Dena Hai.

Jaane kyon aapki yaad aa jaati hai

ना जाने क्यों इतनी जल्दी ये रात आ जाती है;
बातों ही बातों में आपकी बात आ जाती है;
हम तो बहुत सोने की कोशिश करते हैं;
लेकिन ना जाने क्यों आपकी याद आ जाती है।