Thi saari baat lakeeron ki
Na chahat ke andaaz alag
na dil ke jazbaat alag…
thi saari baat lakeeron ki…
tere haath alag.. mere haath alag….!!!! :(
Na chahat ke andaaz alag
na dil ke jazbaat alag…
thi saari baat lakeeron ki…
tere haath alag.. mere haath alag….!!!! :(
kehte hai rishte nasha ban jate hai,
koi kehta hai rishte saza ban jate hai,
par rishte nibhao agar sache dil se,
to ye rishte hi jeene ki wajah ban jate hai...
Haqiqat ki rahon mein sapne toot jate hain,
mausam badle to phool bhi sookh jate hain,
Kabhi hamein bhi yaad kiya karo,
fir mat kehna k apne kyon rooth jate hain....
bahut kuch khoya bahut kuch paya,
kasam se is zindgi ne hame bahut hasaya rulaya,
par shikwa nahi is zindgi se koi,
kyuki kabhi isi zindgi ne hame aapse milaya......
सवाल मौत का नहीं, जिंदगी का होता है,
सवाल पानी का नहीं, प्यास का होता है!
दोस्त तो दुनिया में मिल जाते है बहुत,
सवाल दोस्त का नहीं विशवास का होता है!