Page - 226

Ye aaj fir kal ban jayega

Kyon yaad aata hai wo
kal jo lot ke nhi aayega,
itna malum na tha ke
waqt is kdar rulaega,
jee bhar ke jilo aaj ko yaaro
kyonki ye aaj fir kal ban jayega

Intzaar karne ki wajah de gya koi

Kabar ki mitti utha ke le gya koi
isi bahane hamein choo kar chala gya koi
tanhayi aur andhere mein khush the hum
lekin phir se intzaar karne ki wajah de gya koi..

Koi achhi si szaa do mujh ko

Koi achhi si szaa do mujh ko,
Chalo aisa karo bhula do mujh ko,
Tum se bichroon to maut aa jaye,
Dil ki gehrayion se dua do mujh ko..

Aadat Thi Aankh Milane Ki

Na Pine Ki Aadat Thi Na Pilani Ki,
Hume Aadat Thi Aankh Milane Ki,
Aankh Bhi Unse Jaa Mili,
Jinhe Aadat Thi Aankh Jhukane Ki

Jnaaja mera uth rha thaa

जनाजा मेरा उठ रहा था,
फिर भी तकलीफ थी उसे आने में!
बेवफा घर में बैठी पूछ रही थी,
और कितनी देर है दफनाने में?


Notice: ob_end_clean(): Failed to delete buffer. No buffer to delete in /home/desi22/desistatus/category.php on line 374