Page - 225

Aap se door ho kar jayenga kahan

aap se door ho kar ham jayenga kahan?
aap jaisa dost ham payange kahan?
Dil ko kaise sambhal lenge.
par aankhon se aanson chupayenge kahan

Safar zindagi ka adhura nahi hoga

Safar zindagi ka adhura nahi hoga,
Par aap ke bina ye poora bhi nahi hoga,
Bas har pal hamaare saath rehna,
Qyunki ! aapke bina dosti ka lafz pura nahi hoga

Dost duniya ko yaad aate hain

Dosti wo subha hai jis ki naa sham hoti hai,
dosti wo umar hai jo kabhi naa tamam hoti hai,
jo karte hain isey wo duniya ko bhool jatey hain,
duniya unko yaad karti hai, dost duniya ko yaad aate hain.

Zindagi aap ke kaam aa jaye

koun jane kab maut kaa paigam aa jaye,
kab zindagi ki aakhri shaam aa jaye,
hum to dhoondte hai waqt aisa,
jab hamari ZINDAGI aap ke kaam aa jaye

Kaash aap sheeshe mein base hote

Aap se door kaise reh paate,
dil se aapko kaise bhula pate,
kaash aap sapno ke alawa sheeshe mein base hote,
khud ko dekhte to bhi aap nazar aate...