Page - 614

Zindagi ek ‪‎Raat‬ hai jis mein kitne khaab hain

#Zindagi ek ‪#‎Raat‬ hai
jis mein na jane kitne khaab hain

jo mil gya vo apna
aur jo toot gya vo sapna

Sazaa Hamesha Ek Ko Hi Kyon Milti Hai

Kisi Ko Yaad Nahi Aati Koi Yaadon Mein Rota Hai,

Kisi Ko Need Nahi Aati Koi Raat Din Sota Hai,

Sazaa Hamesha Ek Ko Hi Kyon Milti Hai,

Jabki Kasoor To Ek Ka Nahi Dono Ka Hota Hai !!! :(

Hamne uski yaad mein itne khat likhe

वो मेरी किस्मत मेरी तकदीर हो गयी

हमने उनकी याद में इतने ख़त लिखे कि
.
.
.
वह 'रद्दी' बेचकर ही अमीर हो गयी... :D :P

Wo bewafa to chala gya zindagi se

Jab Milne lga teri Mohabbat mein sakon
Phir yun hua wo mera sath chod gya
Abhi bahut baqi thi hasraten dil Mein
Magr wo shakhs adhoori Mulaqat chod gya

Fakhr to ye hai ke tu tha mera hamsafar kabhi
Dukh ye hai ke beech raah mein
tu Mera HATH chod gya
Bin tumhare rehna abb ek azab sa lagta hai
na jane zindagi mein tu kaise Jazbaat chod gya
wo bewafa shakhs to chala gya zindagi se
Magr Aankhon mein meri Aansu ki Barsat Chod gya
<3<3<3<3

Which Laptop do you have

Girl to Boy :-Which Laptop do U have?
.
.
Boy :- Dell i7 processor 2.2ghz with led display
4GB Ram 1TB hard disk n 2GB NVDIA grafix card.
.
.
Boy to Girl-: Which Laptop do U have?
.
Girl :- Pink wala...
Usme net bhi chalta hai and
pen drive bhi dal sakte hai Lolzzzz.
Jo samjha thoko Like xD