Dost Tera Bahut Sahara Hai
Dost tera bahut sahara hai
Warna is duniya mein kaun hamara hai
Log marte hai maut aane par
Hamein to aapki dosti ne mara hai...
Dost tera bahut sahara hai
Warna is duniya mein kaun hamara hai
Log marte hai maut aane par
Hamein to aapki dosti ne mara hai...
Dosti dard nahi khushiyon ki saugat hai,
Kisi apne ka zindagi bhar ka sath hai,
Ye to dilon ka wo khubsurat ehsas hai,
Jiske dam se roshan ye sari kaynaat hai...
Jee Bhar Ke Dekhu Tujhe Agar Tujhko Gawara Ho,
Betab Meri Nazrein Ho Aur Pyar Tumhara Ho,
Jaan Ki Fikar Ho Na Zamane Ki Parwah,
Ek Tera Pyar Sirf Aur Sirf Hamara Ho.
Dosti ka rishta do anjano ko jod deta hai,
har kadam par zindagi ko nya mod deta hai,
saccha dost sath deta hai tab,
jab apna saya bhi sath chod deta hai..
मुसाफिर हूँ दोस्तो, अपनी राह चला जाऊँगा
अकेला था सफर में मैं, अकेला चला जाऊँगा
छोड़ जाऊँगा शब्दों की धरोहर अपनों के लिये,
खाली हाथ आया था, खाली हाथ चला जाऊँगा
कितने रिश्ते बना लिये इस ठहराव में मैंने,
मैं उनको बसा कर दिल में, बस चला जाऊँगा
दोस्तो मुसाफिर का काम है बस चलते जाना,
आज मैं यहाँ हूँ, कल कहीं और चला जाऊँगा...