Page - 190

Jo nahi milta usi se Pyar kyun hota hai

Jo nahi aata uska intzar kyun hota hai

Kisi ke liye apna ye haal kyun hota hai

Waise to dunia mein kafi cheeze pyari hai

Jo nahi milta usi se PYAR kyun hota hai.....

Bewafai Ki Ye Inteha Ho Gayi

Bewafai Ki Ye Inteha Ho Gayi
Ke Tujhse Juda Ho Kar Bhi
Jeene Ki Aadat Ho Gayi...
Tum Laut Ke Aaoge Ham Se Milne,
Roz Dil Ko Behlane Ki Aadat Ho Gayi...

Teri nigah jisko dhoondhti hai

Teri nigah jisko dhoondhti hai
"Dua" hai meri wo tujko "NASEEB" ho
Tum jitna us ko chahte ho
Wo utna tere "KAREEB" ho
usse jab kabhi koi dard ho
Mehsus tujhe bhi "SHADEED" ho
par Tujhe chahta ho jo tujh se zyada
Tu Sirf uska hi "NASEEB" ho......

Dard mein hi dosti ki pehchan hoti hai

सच्ची ‪#‎दोस्ती‬ बेजान होती है
ये तो आँखों से बयाँ होती है
दोस्ती में #दर्द मिले तो क्या
दर्द में ही दोस्ती की पहचान होती है....

Ham Zindagi Ko Pyar Aapse Jyada Nahi Karte

Zindagi Ko Pyar Ham
Aapse Jyada Nahi Karte...

Kisi Pe Aitbar Aapse Jyada Nahi Karte...
Aap Jee Sake Mere Bin To Achi Baat Hai...

Ham Jee Lenge Aapke Bin
Ye Wada Nahi Karte…!!