Page - 189

Hame Uski Kasam Dekar Hazaron ne loota

SHMAA Ko SHMAA Ki BahaRoN Ne LOOTa..

HAm Ko KAsTi Ke KiNaRoN nE LOOTa

Wo tO Ek Hi KaSaM se Darr Gayi...

Or Hame To uski KAsAm DEkAr HaZaRoN nE LOOTa...

Pyar Aapka Hamari Saanson Mein Hai

Parchayi Aapki Hamare Dil Mein Hai,
Yaadein Aapki Hamari Aankhon Mein Hai.
Kaise Bhulaye Ham Aapko,
Pyar Aapka Hamari Saanson Mein Hai…

Uske intzar me waqt barbad karta hu

Aaj bhi usko dhundhne har raat nikalta hu
Uska aaj bhi wahi par intzar karta hu
Pata hai wo nahi aayegi...
Magar uske intzar me waqt barbad karta hu...  :(

Iss tarah ham dono ka tum naam likh do

Kabhi mehandi se saja lo tum apne haathon ko
Uss sajawat ke kisi kone mein hamara naam bhi likh do
Ye naam sirf ham dono ko hi nazar aaye
Kuch iss tarah se ham dono ka tum naam likh do...

Wada Karte Hain Dosti Nibhayenge

Wada Karte Hain Dosti Nibhayenge
Koshish Yahi Rahegi Tujhe Na Satyaenge
Zarurat Pade Toh Dil Se Pukarana
Mar Bhi Rahe Honge To Mohlat Lekar Aayenge…