Page - 191

Agar hota khuda ko ehsaas dard ka

Aansuo ke girne ki aahat nahi hoti

‪#‎Dil‬ ke tootne ki awaaz nahi hoti

Agar hota khuda ko ehsas dard ka

to use ‪#‎Dard‬ dene ki Aadat nahi hoti...

Ye chandni raat badi der baad aayi

ये ‪#‎चांदनी‬ रात बड़ी देर के बाद आयी
ये हसीं मुलाक़ात बड़ी देर के बाद आयी
आज आये हैं वो मिलने को बड़ी देर के बाद
आज की ये रात बड़ी देर के बाद आयी!....

Yahi to khoobsurat dosti ka nata hai

Yahi to khoobsurat dosti ka nata hai
Jo bina kisi sharat ke jiya jata hai
Rahe duriyan darmiyan to parwaah nahi
Dost to har pal dil mein basaya jaata hai

Tum Meri laash se koi swal mat karna

मेरी बर्बादी पर तू कोई मलाल ना करना
भूल जाना मेरा ख्याल ना करना
हम तेरी ख़ुशी के लिए कफ़न ओढ़ लेंगे
पर तुम मेरी लाश से कोई सवाल मत करना !!!!!

Dil Tod Diya Ab Jala Do Aashiyana Mera

Dil To Tod Hi Diya Hai,
Ab Jala Do Aashiyana Mera.
Taaki Ham Jalkar Khaak Ho Jaye
Na Dekh Sake Gairon Sang Muskurana Tera.....