Ae Dil kisi ke liye rona fazool hai
Ae #Dil kisi ke liye rona fazool hai
Ye ansoo bade anmol hain inhe khona fazool hai
Rona hai to unke liye ro jo tum pe nihar hai
Unke liye kya rona jinke aashiq hazaar hain !!!
Ae #Dil kisi ke liye rona fazool hai
Ye ansoo bade anmol hain inhe khona fazool hai
Rona hai to unke liye ro jo tum pe nihar hai
Unke liye kya rona jinke aashiq hazaar hain !!!
Kal Fursat Na Mili To Kya Hoga
Itni Mohabbat Na Mili To Kya Hoga
Roz Kahte Ho Kal Milenge Kal Milenge,
Kal Aankhein Na Khuli To Kya Hoga......
Har Baat Ka Koi Jawab Nahi Hota
Har Ishq Ka Naam Kharab Nahi Hota
Yun To Jhoom Lete Hain Nashe Mein Pene Wale
Magar Har Nashe Ka Naam Sharab Nahi Hota!!!
अब रही ना वो बात तो क्या हुआ
रहा ना आज उसका साथ तो क्या हुआ
उस मिलन मे मन का मिलन था अधूरा
फिर से ना आई वोह रात तो क्या हुआ !!!!!
Koi khawahish teri adhoori na rahe,
To chahe jise use teri doori na rahe,
Khushiyo ke itne phool khile tere zindgi main,
Ki hamari yaad bhi tere layi zaroori na rahe...