Page - 194

Ghar se chale the sair karne

Ghar se chale the sair karne

Dil mein kuch arman the

Ek taraf nagri basi thi

Ek taraf shamshan the

Ek haddi ko thokar lagi

Uss haddi ke ye bayan the:

E chalne waale
zara shambhal ke chal
Ham bhi kabhi insan the..

Shayad ZINDAGI Isi ko kehte hain

Dil ke tutne par bhi hasna, SHAYAD 'ZINDADILI' Isi ko kehte hain
Thokar lagne par bhi manzil takk bhatakna, SHAYAD 'TALASH' Isi ko kehte hain
Kisi ko chahkar bhi na pana, SHAYAD 'CHAHAT' Isi ko kehte hain..
Tute khandar mein bina tel ka diya jalana, SHAYAD 'UMEED' Isi ko kehte hain..
Gir jane par fir se khada hona, SHAYAD 'HIMMAT' Isi ko kehte hai..
Ummid, Himmat, Chahat, Talash. SHAYAD "ZINDAGI" Isi ko kehte hain

Khuda tere imtehan ka doosra pehlu

Uttarakhand
सुन्न हो गयी हजारों आवाजें पुकारते पुकारते
अपलक रह गयी कितनी निगाहें,निहारते निहारते
कहीं मांग का ‎#सिन्दूर, तो कहीं ‎#राखी का रिश्ता
कहीं सूनी गोद हुए तो कहीं ‎#आसरा ही छूटा.
'उफ़! क्यूँ है ये मंज़र बेबसी का ', इस् से क्या होगा ..
हर हाथ बड़े ‎#सहारा बन यही है बेहतर मौका
आज ‎#इंसान के भीतर, इंसान को जगाना होगा ,
ऐ ‎#खुदा! तेरे इम्तेहान का दूसरा पहलू भी निभाना होगा

Sapne hi Zindagi ka safar karwa Dete hain

Kisi Ki bhi ‎#Zindagi Waisi Nahi Chalti

jaise ‎#sapne wo dekhta Hain....

Fir bhi ye Sapne hi Zindagi ka

Sara Safar tay karwa dete hain….

Pyar Se Pyari Koi Majburi Nahi Hoti

#Pyar Se Pyari Koi Majburi Nahi Hoti
Pyar Se Pyari Koi Majburi Nahi Hoti,
Kami Apno Ki Kabhi Poori Nahi Hoti,
Dilon Ka Juda Hona Ek Alag Baat Hai,
Nazron Se Door Hona Koi Doori Nahi Hoti…