Page - 32

Zindagi Bita Kar Dekho

कभी मेरी भी ज़िन्दगी तुम, बिता कर तो देखो ,
कभी खुद को मेरी आग में, जला कर तो देखो !
कैसे गुज़रते हैं #ज़िन्दगी के लम्हें तुम क्या जानो,
ज़रा अपनी आँखों पे पड़े पर्दे, हटा कर तो देखो !
बहुत ज़ख्म खाये हैं इस बेक़रार दिल ने दोस्त,
कैसे बहता है समंदर आँखों से, आ कर तो देखो !
हम तो खोये हैं आज भी उन गुज़रे हुए लम्हों में,
आकर के कभी हम को, गले लगा कर तो देखो !
दिखता है मेरे चेहरे पे नहीं है वो हक़ीक़त,
गर जानना है सच तो #दिल में, समा कर तो देखो !

Kisi Ka Intzaar Na Raha

Chahat Par Aitbaar Na Raha,
Khushi Kya Hai Ye Ehsas Na Raha...
Dekha Hai In Aankhon Ne Tute Sapno Ko,
Isliye Ab Kisi Ka Intzaar Na Raha !!!

Ho Jaate Hain Badnaam

Hum Aah Bhi Karte Hain
To Ho Jaate Hain Badnaam,
Wo Qatal Bhi Karte Hain
To Charcha Nahi Hota !!!

Ye Kismat Ki Baat Hai

Tujhe Mila Nahi Humsa Koi,
Humein Mila Nahi Tujhsa Koi....
Ye To Kismat Ki Baat Hai,
Ki Hamari Nazar Mein
Is Kadar Basa Nahi Koi !!!

Humne Tujhe Maang Liya

Hum Bhi Maujud The,
Taqdeer Ke Darwaze Par...
Log #Daulat Par Gire
Aur Humne Tujhe Maang Liya !!!