Page - 143

Mulaqat Ho Tujhse Is Tarah

Tere Har Gum Ko Apni Rooh Mein Utaar Loon...
#Zindagi Apni Teri #Chahat Mein Sawaar Loon...

#Mulaqat Ho Tujhse Kuch Is Tarah Meri...
Sari Umar Bas Ek Mulaqat Mein Guzaar Loon.....

Mohabbat hai to izhaar kare

Bekhudi ki #Zindagi hum jiya nahi karte,
Jaam dusro se cheen kar piya nahi karte,
.
Unse kaho ke #Mohabbat hai to aake izhaar kare,
Picha hum bhi kisi ka kiya nahi karte.......

Waqt se upar koi nahin

वक़्त का क्या पता, कौन सा वो ग़ुल खिला दे
आज जो ऊँचा खड़ा है, कल उसे धरती दिखा दे
वक़्त की कनीज़ है हर चीज दुनिया की,
जब चाहे ऊपर बिठा दे, जब चाहे नीचे गिरा दे...

Waqt har zakham mita deta hai

वक़्त का मरहम, हर ज़ख्म मिटा देता है
वो जमाने से मिला, हर गम भुला देता है
जिनकी याद में महीनों बहाते हैं हम आँसू,
वक़्त अपनी ग़र्द में, उनको भी छुपा देता है
लगता है कि न जी सकेंगे उनके बिना हम,
पर खामखा का वहम भी, वक़्त मिटा देता है
ये आना और जाना तो चलन है दुनिया का,
पर वक़्त का चाबुक हमें, जीना सिखा देता है...

Aap Bhi Hame Yaad Kar Rahe

Un Haseen Palo Ko Yaad Kar Rahe The,
Aasma Se Aapki Baat Kar Rahe The.
Sukun Mila Jab Hame Hawaon Ne Bataya,
Aap Bhi Hame Yaad Kar Rahe The....